Zahid sharab peene de masjid mein
beth kar,
Yaa woh jagha bata jahan Khuda
nahin..
(Mirza Ghalib)
Masjid khuda ka ghar hai, peeney ki
jagha nahin,
Kaafir ke dil mein ja, Wahan khudaa
nahin..
(Allama Iqbal)
Kaafir ke dil se aya hon mein yeh
dekh kar,
Khuda maujood hai wahan, Par usey
pata nahin..
(Ahmad Faraz